Thursday, 20 February 2014

GALA BHAR AYA

Gala bhar aya magar roya nahi,
Fir ek raat mai soya nahi.

Neend bhi dekho kis baat par ruthi,
Ki usne khwab mera sanjoya nahi.

Uska kehna hai use yaad na karu,
Mujhe iski aadat ho ya nahi.

Zindagi ke kisi modh par usne..
 koi apna shayad khoya nahi.

Gala bhar aya magar roya nahi,
Fir ek raat mai soya nahi.

No comments:

Post a Comment

दैत्य

  दैत्य   झुँझलाहट की कोई ख़ास वजह नहीं सुना सकूँ इतना ख़ास हादसा भी नहीं , नुचवा लिए अब ख़्वाबों के पंख नहीं यहाँ तक कि...